Beshak rizq denay wali zaat ALLAH ki hai…………..ALLAH ne har aik k liye rizq rakha hai aur us ko selahiyat bhi di hai k woh kaise apna rizq hasil karay phr q insan hi is selahiyat ka galat istamal kar k na jaiz zariye se rizq chahta hai jab k us k Raziq ne rizq rakha hai us k liye……
ALLAH hum sab ko taufiq day k hum halal aur haram ko samjh kar halal rasaty apnaye (AMEEN)
Summa Aameen
50% written in your fate
rest of 50% lies on your faith and hard work..
Good Post